
Playback speed ko normal rakhne ke liye computer ke VLC me koi bhi audio ya video file play kare.

Sound speed ko increase/decrease/normal mode me sunne ke liye apne PC par steps follow kare: Playback speed ko kam ya jyada karne se voice ko samajhne me pareshani ho jati hai. VLC media player me playback speed ko slow karne par bhi same problem ho jati hai aur aisa lagta hai ki jaise video/audio me koi bhoot bol raha ho. Agar speed ko fast karte hai to media file tezi ke sath aage badh kar play hota hai jisse sound clarity kam ho jati hai aur finally sound ko understand karna mushkil ban jata hai.

VLC media player ki playback speed se audios aur videos ki speed ko fast aur slow kar sakte hai.
